Breaking

Adstera

Tu Mera Pyar. Tu Meri Zindgi Update 03

Update 03
pichle update mai aap ne padha tha k komal rote hoye aap ne room mai chali jati hai aab iss
aage. . . . . . . . . .
Kavita:-didi ab kya hoga bhaiya toh gye kam se aaj.
Rahul:-tum sab apni bakwas band karo. . bhaiya aaj kuch socho nhi aaj aap aur hamko ko koi
nhi bacha
sakta bade papa ke gusse se.
Madhu:-mohit jaldi kuch soch beta aagar bade papa ne komal ke aakho mai aasu dekh liye
toh hamri khair
nhi beta soch . .(sab ander se dare huye the sabse jada fat i mohit ki thi)
Mohit:-tum sab apni chapad chapad band karo yeh sab tumhri wajah se hua aur galiya mujhe
sunaaa
padta hai.tumhri inn harkto se hamesa papa meri class lete hai. .
Madhu:-mohit yeh baad mai soche gye pehle oss maharani ko chup kara.or oh sif tu kar sakta
hai ja
jaldi(mohit komal k room mai jane k liye khada hota hai k itne mai oss k papa mami aur
chachi v aa jate
hai.mohit k papa bade gusse mai dikh rahe the jise dekh kar mohit k aande(bal s) muh mai aa
gye )
M papa:-yeh sab kya laga rakha hai tum sab ne. .aur room ki kya halath ki hai. .tu aise gila
kyo hai(sab ek
dusre ki tarf dekhne lagte hai k aage kya hoge dare sab hai)aur komal ko kya hua tha oh
chilaaa kyo rahi
6
thi(yeh baat mohit ki tarf gusse se dekhte huye kaha jasie onko yakeen ho k yeh mohit ki
wajah se hua ho)
M mohit:-aap santh ho jaiye pehle kisi ko bolne toh dijiye fir paata lage ga kuch. app toh aate
hi baraas gye
bachoo par.
Madhu:- bade papa app gussa maat kijye yaha kuch nhi hua hum toh majak kar rahe the aur
komal gussa
ho kar room mai chali gyi hai bas itna hi aap niche jaye hum v tyar ho kar aate hai aap let ho
rahe
hoge(madhu ne baat badlne ki khosis ki k preshani taal jaye)
M chachi:-tu chap kar tere karan hi sab ho raha hai kitni badi ho gyi hai fir v bachho jaisi
harkat karti rehti
hai.kab badi hogi har waqt majak majak laga rakha hai(madhu kuch nhi bolti sif gardan
niche kar laiti hai
oske aakho mai aasu aa jate hai jo oske bade papa dekh laite hai)
M papa:-sarita madhu kyo daat rahi hai galti oss ki nhi hai sab galti iss gadhe ki hogi issi ki
wajah se meri
bacchi naraz hoyi hogi(oske papa ne jab oska naam liya oski toh jaan halak mai aa gyi par oh
kuch nhi bola)
M mom:-kyo mere bacche ko subh subh daat raho ho mera bachha koi galti nhi karta
M papa:-tere laad pyar ne bigad rakha hai iss nalyak ko. .meri bacchi paata nhi kaisi hogi
Mohit:-papa maine kuch nhi kya hai inn sab ne hi mujhe iss tarh se jagya hai
M papa:-tu chup reh samjha ek galti karta hai uper se behas karta hai.7 baj gye hai ab tak tu
soya kyo
tha(mohit apni gardan niche kar laita hai)
Kavita:-nhi papa. . .bhaiya ki wajah se hi komal roo rahi hai(kavita ne yeh jaan bhujh kar bola
tha iski wajah
thi mohit ka komal ko oss se jada pyar karna. ap sab toh jante ho ladkiyo mai jalousie kitni ho
hoti hai. ab
7
toh mohit ko ek pal k liye laga oski jaan hi chali jaye.mohit kavita ki tarf dekhne laga oske
chehre par saitni
smile thi mohit samjh gya k yeh kyo hua ose v kavita ki jalousie k bare mai pata tha)
Madhu:-nahi bade papa komal sif naraz ho k gyi hai kavita toh sif mazak kar rahi hai,(mohit k
papa ka para
chad gya tha ab tak aur pure gusse se mohit ko)
M papa:-(jor se chilate hue)mohit kya yeh sach hai(mohit k pass koi jawab nhi tha oh jhoot
apne papa se
nhi bolta tha)
M mom:-jane dijye na aap gussa maat hoye bache hai(iss se pehle oske papa ne mohit k galo
pe congress
ka nishan bana diya thapad itna jor se tha k sab sheam gye ek pal k liye iss mai oski chachi ne
sab normal
kiya)
M chachi:-santh ho jaiye bhaisaab bache hai galti ho jati hai aap niche chaliye(mohit aasu liye
chup chap
khada tha)
M papa:-jaldi ja kar meri bacchi ko haste hoye niche lai k aa breakfast karne k liye(oske papa
v jante the oh
mohit k siwa kisi ki nhi sune gyi dono mai pyar hi itna tha yeh bhai behan wala tha ya kuch
aur yeh koi nhi
janta tha)aagar oh niche nhi aayi toh tu ghar se niklne ko tyar rehna. .tum sab jaldi chlo yaha
se aaj school
col ege nhi jana kya(baki sab v chup chap chal dete hai oske papa ko v mohit ki mami aur
chachi lai jati hai
aur v chal deta hai apni pyri behan ko maaneee k liye oh oss k darwaje k paas pocha toh
under se rone k ki
awaj aa rahi thi jise sun k mohit apne aasu rok nhi paata aur door knock karta hai)
Mohit:-sweetie kya mai ander aa sakta hu(ander se koi awaj nhi aati siwye sisakne k)sweetie
kya apne
8
bhaiya se baat nhi kare gyi kya.toh mai kavita k paas chala jata hu.
Komal(siskte hue)darwaja khula hai jise ander aana ho aa sakta hai(mohit room mai aa jata
hai or komal ko
let k rote dekh kar oska dil baith jata hai oh sab kuch bardast kar sakta hai par komal ki
aakho mai assu nhi
dekh sakta hai oh komal k paas chla jata hai aur oska face apne haatho mai tham laita hai)
Mohit:-kya hua sweetie tum roo rahi ho mera v khyal nhi kiya k tumhe aise rota dekh mera
kya hal
hoga.tumhri aakho mai aasu meri wajah se aaye na lo mujhe maaro mai ganda hu na bahut
bura hu na(aur
komal ka haath pakad apne gaalo par marne lag jata hai komal apna haath jatak laiti hai
aur mohit k gale
lag rone lagti hai)
Komal:-nhi aap bure nhi ho mere bhaiya bilkul v nhi. . .mai buri hu bhaiya meri wajah se papa
ne aap ko
daata na sor y bhaiya(asal mai mohit ko jab oske papa daat rahe the komal ne sab sun liya
tha aur oss
wajah se roo rahi thi)mai buri hu bhaiya par bhaiya aap mujhe chhod kar maat jana pls
bhaiya mai nhi jee
sakti aap k bina, (komal ne jor se mohit ko gale laga liya jasie osee chodte hi mohit dor chala
jaye ga(asal
mai oh mohit se bahut pyar karti thi jo ab bhai behan ke risthe se aage badh gya tha komal k
dil mai)
Mohit:-pagli pehle tu chup kar tujh se kis ne bola k mai tum se door jao ga mai toh apni jaan
se ek paal k
liye v aalg nhi reh sakta. . par ha tu roti rahi fir paaka chala jao ga.
Komal:-mai kaha roo rahi hu
Mohit:-toh yeh moti kyo gir rahe teri aakho se
Komal:-oh toh mai. . .aap v na aap ki wajah se he aap ne meri kiss kavita didi aur joyti didi ko
kyo diya
9
Mohit:-pagal thodi hu apni jaan ki kiss kisi aur ko duga oh toh kavita didi aur joyti ne apne
aap li thi mai ab
mana kaise kar sakta tha par aage se koi kiss kisi ko v nhi duga sif meri jaan k liye chalo ab
toh muskura do mujhe tumhra udas chehra dekh kar jaan chali jati hai aisa lagta hai(komal
iss ka matlb kuch aur hi
sochti hai.
Komal :-bas bas ab jada natak maat kijye mujhe school v jana hai aaj 10th ki pehli class hai
mai pehle din
lait nhi hona chati aap ki wajah se pehle hi lait hu.
Mohit:-toh ja na roka kis ne hai mai apni kavita darling k pass jata hu
Komal:-(gusse se mohit ko dekhti hai aur oske sine mai mukke marne lagti hai)aap bahut
gande ho bhaiya
chliye mujhe meri kiss dijye mujhe tyar hona hai
Mohit:-pagli aise bol na gussa kyo hoti hai(mohit komal ke dono gaalo ko chum laita hai aur
aakhir mai
maathe par pyari c kiss karta hai(komal k chehre par woh ronak lut aati hai jo thodi der pehle
kahi kho gyi
thi. komal thi hi aisi ek bhoond aasu oski khubsurti kho laita tha par ek muskurhat sari
duniya ko ghyal kar
de aisi thi)
Komal:-ab acha lag raha hai thoda
Mohit:-mujhe bahut bura lag raha hai aise roti huyi sakal mai bandriya jo lagti hai yeh bol k
mohit bhag jata
hai aur apne room mai ja kar tyar hone lagta hai idhar komal v pane bhai ki iss harkat par
hass deti
hai. . . sab tyar ho kar dinning table pe milte hai sab komal k chehre par muskurhat dekh
chain ki saas laite
hai)
M papa:-toh aaj sabhi naye class mai ja rahe ho sab apni padhyi dil laga kar karna tum
10
charo(komal.mohit.joyti aur rahul) yeh saal tumhre liye bahut khas hai mujhe acha result
chahiye aur tu
mohit iss baar tu 12th mai hai mujhe teri tarf se koi kami nhi chahiye result acha aana
chahiye suna tune.
Mohit:-ji papa mai dhyan rakho ga
Joyti:-meri toh aap chinta maat kijye bade papa mai toh iss baar v top karo gyi.
M papa:-sabaas meri beti. .seekh iss se kuch nalayak(mohit ki tarf dekhte hoye jiss se komal ko
gussa aa
jata hai iss liye oh bolti hai)
Komal:-iss bar toh papa mai hi first aao gyi aap bhaiya ko kuch maat khaiye mere bhaiye
nalayak nhi
samjhe aap
Rahul:-mai toh pass ho jao ga bade papa(iss pe sab hasne lag jate hai rahul ko iss hasi ki
wajah nhi jaan
pata)
M papa:-kavita aur madhu tum dono kyo chup ho tumne v toh col ege jana hai sab tyari ho gyi
hai na beta
Madhu:-ji bade papa
Kavita:-papa mai toh kafi khush hu
M papa:-good beta koi jarurt pade toh bol dena vaise tumhre bade bhaiya aur didi(Mama k
bache jo inn se
bade hai) toh pehle se hi oss col ege mai hai toh koi problem nhi hogi.
(papa ki class k baad sab ne breakfast kiya aur nikal gye sab apne raaste yeh charo school aur
kavita aur
madhu col ege aur pada of ice ko)

No comments:

Post a Comment

Adstera